Online paise kaise kamaye !! How to earn money online
(Online paise kaise kamaye) how to earn money online
To aaj mai apke liye kuch tips laaya ho online paisa kamane ke aur ye tips ekdam genuine hai to chaliye start karte hai...
1) start your instagram business
Ye jo tip hai woh bohot kamal ki hai es cheej ko karke koi bhi apne mahine ka kharcha nikal sakta hai aplog me se bohot log instagram use karte hoge kuch likes ke liye bhi apna pura din pata nahi kya kya karte hoge par mai apko bata du jitna time ap likes pe waste karte hoge utna time ap instagram par ek business page banake grow karege to aaj ap apne man pasand ki cheej bhi kharid sakte h....
Business pages ke types
a) memes
b) fitness
c) travel
d) social media news page
e) Instagram baby pages
f) Instagram quotes pages
g) Instagram reselling page
Aise hi bohot type ke pages mil jayege apko instagram par ap un sab me apna favourite topic pakad sakte hai....
Intagram pages ideas ke baare me aur janna hai blue line par click kare...
Page banane ke baad apko organic tarike se grow karna hoga agar ap organic tarike se grow karoge to ap sirf ek mahine me 5k se 10k followers gain karlege
Instagram par followers kaise badhaye
Followers ke baad apko paid promotion's yaa fir ap affiliate marketing etc... en tariko se paise earn sakte ho.
2) start your facebook page
Pehle facebook par viral hona bohot mushkil hogya tha par ab jab facebook ka new icon aaya hai tab se bohot aasan hogaya hai facebook par bhi ap apne mann pasand ki category choose karke page bana sakte hai par yaad rakhiye ga facebook par viral hone ke liye videos create bohot jaroori hai... Aap agar facebook par videos daaloge sirf tab hi aap facebook pe grow ho paoge
Facebook par grow kaise kare full tuturial
Ab grow hone ke baad aap facebook par ads aur paid promotion's and affiliates marketing se paise kama sakte hai
3) Dusro ke liye kaam karke paise kamaye
Es process me apko youtubers yaa fir bloggers and instagrammers ki I'd par jaana hai aur unke about section me jaake un sabka mail ek sath rakh ke kam se kam 20 se 30 creator ya fir writters ka mail nikal kar apne mobile ke notes me likh lo... Aur ek acha sa sundar sa mail likho aur us mail me apko sirf ye kehna hai ki "mai apka social media handle karna chahta hu ap mujhe jaise post kahegi apne social media ke liye mai apko waise post banakar duga"
Ab ye mail sabko bhej dena koi na koi to reply dega hi...
Social media ke liye post kaise banaye
To aaj ke article me bas itna hi kal milte hai new article ke sath bye.
No comments: